shahnawaz

Monday, July 11, 2011

kabhi kisi ko muqammal jahan nahin milta

Kabhi Kisi Ko Muqamal Jahan Nahin
Milta
Kahin Zamin To Kahin Aasmaan Nahi
Milta Jise Bhi Dekhiye Vo Apne Aap Mein
Gum Hain
Zubah Mili Hain Magar Humzubah Nahin
Milta Kabhi Kisi Ko Muqamal Jahan Nahin
Milta
Kahin Zamin To Kahin Aasmaan Nahi
Milta Bujha Saka Hain Bhala Kaun Waqt Ke
Shole
Ye Aisi Aag Hain Jisme Dhuan Nahin
Milta Kabhi Kisi Ko Muqamal Jahan Nahin
Milta
Kahin Zamin To Kahin Aasmaan Nahi
Milta Tere Zahan Mein Aisa Nahin Ki Pyar Na
Ho
Zaha Umeed Ho Iski Wahan Nahin Milta Kabhi Kisi Ko Muqamal Jahan Nahin
Milta
Kahin Zamin To Kahin Aasmaan Nahi
Milta

No comments:

Post a Comment