wo mjhse be sabab uljha nai tha
wo pehke to kabhi aixa nai tha
boht aala tha uska zarf lekin
wo mere zaat ko samjha nai tha
wo jitna b be rukhi se chal diya tha
mai itna b gaya guzra nai tha usse mai q bura kahun yaroo
wo acha tha faqt mera nai tha ♥
No comments:
Post a Comment