shahnawaz

Monday, May 30, 2011

aisa kabhi na kerna

tum rooth jao mujh se, aisa kabhi na kerna Mein ek nazar ko tarsoon,
aisa kabhi na kerna Mein pooch pooch harun,
so so sawal ker kay tum kuch jawab na do,
aisa kabhi na kerna Mujh se he mil kay hasna,
mujh se he mil kay rona Mujh se bichar kay jee lo,
aisa kabhi na kerna tum chand ban kay rehna,
mein dekhti rahoon gi Kisi roz tum na niklo,
aisa kabhi na kerna tum door jana jab bhi,
main dekhon tumhara rasta tum lot kay na aaoo,
aisa kabhi na kerna............

No comments:

Post a Comment