shahnawaz

Monday, May 30, 2011

raat ka akhri pehar tha

RAAT KA AKHRI PEHAR THA** Mujh se chand ne kaha..........!
Hamnasheen Alvida...
Mujh ko neend arahi hey,
...Kal milenge isi jagah,sunn kar me
Muskura diya,uss ko batla diya,
Jaaney wale lot'tey nahin, Tum nahin aoge,
Mujhey he yaqeen, Meri bat sunn kar wo ruk gaya... Or kehney laga...!
Tum se wadda karun,
Phir pura na karun,
Aesa mumkin nahin,
Sunn......;hamnasheen
Mein insaan nahin

No comments:

Post a Comment