shahnawaz

Sunday, May 22, 2011

asaan nahi

Ishq mein bhi marna itna asaan nahi
zaat ko radd kerna itna asaan nahi
Mujh mein essi hi koi khami dekhi hugi
uss ne
Tark-e-wafa verna itna asaan nahi
Aik dafa tu pass-e-maseeha ker jaye Zakham ka phir bherna itna asaan nahi
Jane kab shuhrat ke zeena deh jaye
Pauoon yahaan dherna asaan nahi
Merne ki dehshat tu sab ne dekhi hai
jeene se darna itna asaan nahi.

No comments:

Post a Comment