shahnawaz

Saturday, May 21, 2011

maa kaun hai

.... " Maa " .. Maa kon hai.... ?? Ek khubsurat Rishte ka naam.... Maa k Dum se hi qayenaat me rang
hai.... Ye maa hi hai jo subah apne bachon ko
uthati hai
or kehti hai....... Uth jao nalayak 11 BAj rahe hain..... Kutton ki tarah pare rehte ho...
tumhare baap ne nokar nahi rakhe
hain...
Jo tumhe nashta bana kar denge....
Zindagi bekaar kar rakhi hai Nalayakon
ne.... Na kaam k na kaaj k
Dushman anaaj k....... Note : Har maa wale status per
Emotional hone ki nahi hoti hai......

No comments:

Post a Comment