Kisi ki Rah Me Ankhen Bicha kr kuch Nhi Milta. Ye Dunya Bewafa Hai Dil Laga kr kuch
Nhi Milta. Koi Bhi Lot kr Ata Nhi Anso Bahany Sy. Kisi ki Yad Me Dil ko Rula kr kuch Nhi
Milta. Kisi k Dil Pay kya Guzry kisi ko kya
khabr Is ki Kisi ko Apna Hal-E-Dil Suna k kuch Nhi
Milta. Jo Dil Me Baat Hoti Hai Wohi Ankhen
Batati Hain. koi Bhi Baat Ho Dil Me Chupa k kuch Nhi
Milta. ¤
No comments:
Post a Comment