Mukammal do he danoo per ye tasbeeh
E muhabbat hai..
jo ayay teesra daana ye doori toot jati
hai ...mUqarar waqt hota hai muhabbt ke
namazun ka
aDaa jin ke nikal jayay...qaza b choot
jati hai Muhabbt ke namazun main imamat aik
ko sounpain
iSSay taknay uSay taknay Say niyyat
toot jati hai muhabbt dil ka Sajda hai jo hai TOUHEED
per qayim
Nazar k Shirk walun Say...Muhabbt
rooTh jati haiSee
No comments:
Post a Comment