Maasum mohabbat ka bas itna fasana he...
kaghaz ki hawaili hy aur barish ko tu
ana he,,,
.
.
kya shart-e-mehfil he kya shart-e- zamana he,
awaaz b zakhmi he aur geet b gana
he...
.
.
ye ishq nai asan bas itna samajh lejiye,,, ik aag ka darya he aur doob ke jana
he.....
No comments:
Post a Comment