Chand ki simat nazar jaye to kya hota hai
Rat kisi ki yaad mein guzar jaye to kya
hota hai Kitni masoom ada se wo mujhe pochta
hai
Jab koi dil mein utar jaye to kya hota
hai
...
Mere Allah tu faqt itna bata de usko Admi jeete ji mar jaye to kya hota hai Koi anjan se shaks ka kisi pichle pehar
Aks ankhon mein thehr jaye tu kya
hota hai Dard de k mujhe wo hansta raha or
bola
Dard jab had se guzar jaye tu kya hota
hai
No comments:
Post a Comment