Jab tera hukam mila tark Mohabbat kar di
Dil magar is pay woh dharka k qayamat
kar di Tujh say kis tarah main izhar-e-
tamanna karta
Lafz sujha to mani nay bagavat kar di Main to samjha tha ki laut atay hain
janay walay
Tuny jakar to judai meri qismat kar di Mujh ko dushman k iradon pay bhi
pyar ata hai
Teri ulfat nay Mohabbat meri adat kar di Pooch baitha hun main tujh say tery
kuchay ka pata
Teri haalat nay kaisi teri surat kar di...!!!
No comments:
Post a Comment