shahnawaz

Thursday, August 4, 2011

(Ahmad Nadeem Qasmi) sham ko subah-e-chaman yad ai
kis ki Khushbu-e-badan yad ai jab Khayalon main koi mor aya
tere gesu ki shikan yad ai yad aye tere paikar ke Khutut
apani kotahi-e-fan yad ai chand jab dur ufaq par duba
tere lahje ki thakan yad ai din shuaon se ulajhte guzara
rat ai to kiran yad ai

No comments:

Post a Comment