Na main pas usko bula saka
Na main dil ki baat bata saka
Woh hansi hansi mein hi chali gaii
k main haath tka na hila saka
Yun hi sochta raha door tak
Magar usko kuch na bata saka Ye maqam hi tha ajeeb sa
K main khudh ko bhi na bacha saka
Woh juda huii to kuch is tarah
koi rasam tak na nibha saka
No comments:
Post a Comment