Kiya hai tum ne hum se Ek waada yaad rakhna
Bhool na jaana kahin apna irada yaad
rakhna Ab na hamain rulana tum , ab na door
jaana tum
Pehle hi seh chuke hain dukh itne
ziyada yaad rakhna Dil to na dukhao ge mujhay choor to na
jao ge
Dil main hi base ho tum ab isse abaad
rakhna Tum jo choor jao ge hum to mar hi
jayen ge
Tumhare dam se zindagi hai sirf itna
yaad rakhna
No comments:
Post a Comment