shahnawaz

Saturday, August 6, 2011

Tum rooth jaoo mujhse Aisa kabhi na karna
Main ik Nazar ko tarsun
Aisa kabhi na karna
Main Pooch Pooch haarun
So so sawaal kar ke
Tum kuch jawab na do Aisa kabhi na karna
Mujhse hi milke hasna,Mujhse hi milke
rona
Mujhse bichard ke jee lo
Aisa kabhi na karna
Tum chaand banke rehna Main dekhta rahunga
Kisi roz tum na niklo
Aisa Kabhi na karna
Tum chale jaoo
Jab bhi to dekhun tumhara raasta Tum loat ke na aaoo AISA KABHI NA KARNA
AISA KABHI NA KARNA

No comments:

Post a Comment