Yahan pal pal jalna parta hai
Har rang main dhalna parta hai Hr morr pe thokar lagti hai
Har haal main chalna parrta hai Hr dil ko samajhne ki khatir
Bas khood se larna parta hai Kabi khood ko khona parta hai
Kabi chup ke rona parta hai Kabi neend na aaye phoolon pe
Kabi Kanton pe sona parta hai Kabi maar ke jeena parta hai
Kabi jee ke marna parta hai Kabi to khushiyaan Laut ke ayen gi
is as pe jeena parta hai
No comments:
Post a Comment