tumhin ne ham ko sunaya na apna
dukh warna
dua wo karte k ham asman hila dete hamein ye zom raha ab k wo
pukarenge
unhen ye zid thi k har bar ham sada
deta tumhen bhulna hi awwal to dastaras
mein nahin
jo ikhtiyar bhi hota to kya bhula dete tumhari yad ne koi jawab hi na diya
mere khayal k ansu rahe sada dete
No comments:
Post a Comment