shahnawaz

Thursday, August 4, 2011

mohabbat hun muhabbat karke dekh

Mohabbat hUn Mohabbat
karke dekh
Main Mohabbat na dUn
To kehna Main muskurahat hoon MjhY
Hansa kar dakh
Na sajoon tare honton per
to kehna Ma khushbo hUn mujhe
Mehsoos karke dekh
Na mehkoon tari zindagi main
to kehna Main Dil hUn mjhe
Sun ker dekh
Na dhakoon Tere Dil main
to kehna Main phool hoon mjhy
Laga ker dekh
Na mehkoon din raat
To kehna Main mohabbat hoon mjhe
Apna karke dekh
Na banoo main tera
to kehna

No comments:

Post a Comment