Ujala jo kahin dekho...yahi kahna mohabbat
hai
kisi ke khuwab main ubhro... yahi
kahna mohabbat hai khizaon main jo bas jao to thamo haath
chahat ka
udaasi main kabhi utro...yahi kahna
mohabbat hai koi tum se jo pooche kiyon safar ye
bandh rakha hai
jo darya paar jana ho...yahi kahna
mohabbat hai
No comments:
Post a Comment