•♥•-- ♥ Yeh hai meri kahaani ♪
♪ Khamosh zindagaani
♥ Sannaata keh raha hai
♪ Kyun zulm seh raha hai ♪
♪ Ek dastaan puraani ♪
♥ Tanhai ki zubani ♪ Har zakhm khil raha hai
♥ Kuch mujhse keh raha hai ♪
♪ Chubtay kaantay yaadon ke ♪
♥ Daaman se chunta hoon
♪ Girti deewaaron ke♥
Aanchal main zinda hoon ♪ ♪ Bas yeh meri kahani ♪
♥ Bey nishan nishaani
♪ Ek dar beh raha hai
♥ Kuch mujh se keh raha hai ♪
No comments:
Post a Comment