Uljhay huay haalaat ka shikwa na kiya
kar
khairaat mein khushiyon ki tamanna
na kiya kar
So baar kaha itni mohabbat nahin achi
So baar kaha itna bharosa na kiya kar Haalaat hamain aik kabhi honay nahin
dengay
Ae DOST meray, meri tamanna na kiya
kar
Kya janay ye kis morr pay lay jay
zamana Tu MUJH ko kisi pal bhi elehda na kiya
kar
Mumkin ha kisi roz bichar jaon achanak
Tu mujh say pyar itna ziyada na kiya
kar…! .
No comments:
Post a Comment