shahnawaz

Thursday, August 4, 2011

Usne jab jab bhi mujhe dil se pukara
mohsin.
Me ne tab tab yeh bataya ke tumhara
mohsin. Log sadyon ki khataon pe bhi khush
baste hain.
Humko lamhon ki wafaon ne ujara
mohsin. Jab agiya ho ye yaqin ab woh nahin
aega.
Gham aur anso ne diya dil ko sahara
mohsin. Woh tha jab pas to jeene ko bhi dil
karta tha.
Ab to pal bhar bhi nahin hota guzara
mohsin. Usko pana to muqadar ki lakeron men
nahin.
Uska khona bhi karen kaisa gavara
mohsin……… .

No comments:

Post a Comment